teri aawaz ke saaye

is qadar pyar se ae jaan-e-jahaan rakha hai
dil ke rukhsaar pe is waqt teri yaad ne haath
yun gumaan hota hai garche hai abhi subah-e-firaaq
dhal gaya hijr ka din, aa bhi gayi vasl ki raat
-Faiz
img: flickr
P.S. Dunno why I picked up Vivienne Leigh’s pic for this but …





